Rooz Mil Ta Tha Mosaom Koy Soha
Na Tha
Meri Basti Me Uska Ashiyana Tha
Har Tarf Se Muhabat Ki Mehak Ati
Thi
Guzar Gaya Wo Bhi Kiya Zamana
Tha
Kasor Uska Nahi K Rah Me Pare
Hen Hum
Hum Ko To Apna Wada Bus Nebha
Na Tha
Acha Kiya Jo Choor Gai Sath Mira
Tum
Mira Pyaar Kahan Wo To Ek
Fasana Tha
Maf Karna Tire Yadon Ka Bharam
Hum Na Rakh Pai
Gar Gaya Wo Ansun Duniyan Se Jo
Chopa Na Tha
Bare Ache Se Samjha Gai Humi Wo Israr
Jin Ko Humni Samjha Na Tha
Tanha Israr
0 Comments
Not bad message